Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye Chand badli mai jo aya to bura maan gaye
Aur to sab ko pilate rahe mast ankhon se Hath saagar ne jo barhaya to bura maan gaye
Sari raat unki goad mai hamare anso girte rahe Subha howi to wo bole raat barish kamaal ki thi